
Mantazir Kaab Sey Tahayyur Hai Tirri Taqrir Kaa
Bat Kaar Tujjh Par Gumaan Hone Laga Tasvir Kaa
Raat Kyaa Soie kha Baaqai Ummar Kia Neend Ud Gayi
Khwaab Kya Dekhaa Kha Dhadkan Laag Gaya Taabeer Kaa
Kaise Payaa Thaa Tujjhe Phir Kis Tarah Khooya Tujjhe
Mujh Say Munkir Bhi To Qaael Ho Gaya Taqdir Kaa
Jiss Tarah Baddal Kaa Saaya Pyaas Bhadkata Rahe
Mein Ne Ye Aalam Bhi Dekha Hai Tiri Tasvir Ka
Jaane Kis Aalam Mein Tu Bichhra Ka Hai Tere Baghair
Aaj Tak Har Naqqsh Fariyadi Miri Tahrir Kaa
Ishq Mein Sar Phodna Bhi Kya Ki Ye Hai Mehr Log
Jue-khon Ko Naam De Dete Hain jue-Shir Kaa
Jiss Ko Bhi Chaha Use Shiddat Se Chaha Hai ‘Faraz’
Silsiala Tuuta Nahinn Hai Dard Ki Zanjir Kaa